Posts

Showing posts from September, 2016

"MORNING SHOWS IN PAKISTAN"

Image
                   Ye basically ek entertainment show hai iska kaam logon ko entertainment k sath information bhi provide krna hota hai. Ajkal Morning shows  womens or specially house wives ko target karty hain or ye unhe entertainment  provide krny Ka Boht ahem zariya hain or ye un k lye entertainment hasil karny ka ek sasta tareqa bhi hai rozana Monday to Saturday subha 9 bjty hi taqrebn gharon me khawateen morning shows k intezaar mein TV sets k aagy beth jati hain kch gharon me to subha Ka nashta bhi morning show dekh kr hi hota hai or Ajkal to koi bhi tehwar ya occasion ho wo morning show k Bina adhoora lagta hai show me tehwar ki munasibat se program ya segments arrange key jaty hain.          Pakistan mein morning show Ka aghaaz January 1988 mein Mustansar Hussain Tarrar urf (chacha jee) k show "Assalam -O- Alaikum sary Pakistan or pyary Pakistan" se hua ye Pakistan Ka sbse pehla morning show tha Jo k aurton or bachon mein bhi behad maqbool tha.           Pa

EID-UL-AZHA KI RONAQAIN

Image
      EID-UL -AZHA KI RONAKAIN Eid-ul-Azha hamara mazhabi tehwar hai jo Hazrat Ibrahim (A. S) ki sunnat or un ki qurbani ki yaad may manaya jata hai ku k Qurbani nam hai naiki kamanay or Allah ki raza hasil karnay ka jabhi to har saal lakhoon croroon muslman yah fariza e qurbani ada kartay hain.